Posts

Indian Partition: A brief history of India and Pakistan on the 70th anniversary of independence

Image
The background of the Partition of India: The first official meeting of the Indian National Congress (INC) was held in 1885. The Muslim League had been formed as a result of the British Government efforts to divide the province of Bengal along religious lines, which had collapsed in the face of the vehement opposition led by the INC. The Muslim League had been formed to safeguard the rights of the Muslims in any case of such divisive actions of the British. Originally formed as an opposition to the INC, the Muslim league had generally agreed with the INC in their mutual motive of expelling the British from the country. The British, however, had always attempted to pit the INC and the Muslim League against each other. With the onset of the First World War, India had provided the British with the service of one million Indian soldiers on the assumption that such helpful actions might finally translate into political leniency on the part of the British, which may even re

250 sayings of hazrat ali

Image
1. Agar tum kisi ko dokha dene mein kamyaab ho jate ho to ye mat socho ki wo kitna bewaqoof hai, balki ye socho ki usko tum par aitbaar kitna tha. 2. Gusse ki haalat me koi faisla mat karo aur agar khush ho to koi vaada mat karo. 3.Hamesha apni choti choti ghaltiyon se bachne ki koshish karo, kyunki insaan pahadon se nahi balki chote chote pattharon se thokar khata hai. 4. Tumhari niyyat ki aazmaish us waqt hoti hai? Jab tum kisi aise insaan ki madad karo jis se tumhe koi cheez ki umeed na ho. 5. Zindagi ko is tarah jiyo jaise hamesha zinda rehna hai. Aur aakhirat ki fikr aise karo jaise agle hi pal marr jana hai. 6. Agar kisi ka zarf aazmana ho to use zyada izzat do, Wo aala zarf hua to aap ko aur zyada izzat dega. Aur agar kam zarf hua to khud ko aala samjhega. 7. Kabhi apne dost ki sacchai ka imtehan na lo, kya pata us waqt wo majboor ho aur tum ek accha dost kho baitho? 8. Jab aankein nafs ki pasandeeda cheezein dekhne lage to dil anjaam se andha ho jata hai.

Beautiful poetry by muneer niazi

Image
Hamesha der kar deta hu mein Zaroori baat kehni ho... Koi wada nibhana ho.... Uuse awaaz deni ho.... Uuse wapas bulana ho.... Hamesha der kar deta hu mein Madad karni ho uski... Yaar ki dharas bandhana ho... Bahot dehreene raasto pr .... kisi se milne jana ho.... Hamesha der kar deta hu mein Bada lte mausmo ki sair mein... Dil ko lagana ho.... Kisi ko yaad rakhna ho... Kisi ko bhool jana ho.... Hamesha der kar deta hu mein Kisi ko maut se pehle..... Kisi ghum se bachana ho.... Haqiqat aur thi kuch.... Usko jakr ye batana ho.... Hamesha der kar deta hu mein.....